Thursday, September 2, 2010

On my mind

Was mulling over my favorite song and from the recent times, this one from Nagesh Kukunoor's Aashayein undoubtedly wins hands-down. I love the lyrics, they just seem so apt. Here they are, for your reading pleasure:

ab duniya se shikwa nahi hai
na raha ab zindagi se gila
kiska karam hai kiski dua hai
ya naseebo se tu mujhko mila
ab jo mile ho door na jaana
tere bina dil lagta nahin

mera jeena hai kya marna hai kya
jab saath tera nahi
paa ke rab kya karun jab tu hi mera nahin

berang se din the tanha thi raatein
kuch na badalta jo tum na aate
kehne ko yun toh rishtey kahin hai
rishton mein koi apna nahin

mera jeena hai kya marna hai kya
jab saath tera nahi
paa ke rab kya karun jab tu hi mera nahin

kyun chup gaya hai ankhiyon ko meeche
sharmon haya ke pardon ke peeche
apne sanam se parda hai kaisa
jab ke khuda se parda nahin

mera jeena hai kya marna hai kya
jab saath tera nahi
paa ke rab kya karun jab tu hi mera nahin

No comments: